baatini chhat
shahāb sāqib kā khel dil kī
agar fazāoñ ko ḳhīra kar de
to maiñ samajh luuñ ki mere andar
kashish kī sarhad pe ek chhat hai
ki jis meñ paiham masarratoñ ke
hazāroñ taare chamak rahe haiñ
magar qadāmat kī intihā ko
jo chhū chuke haiñ shikasta ho kar
har ek lamha bikhar rahe haiñ
shahab saqib ka khel dil ki
agar fazaon ko KHira kar de
to main samajh lun ki mere andar
kashish ki sarhad pe ek chhat hai
ki jis mein paiham masarraton ke
hazaron tare chamak rahe hain
magar qadamat ki intiha ko
jo chhu chuke hain shikasta ho kar
har ek lamha bikhar rahe hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.