bachpan
nanhe munne bachchoñ ko
dekh kar kabhī aksar
muskurāne lagtā huuñ
jaise koī apnā sā
muddatoñ meñ mil jaa.e
aur phir na jaane kyoñ
aañkh ḳhuun rotī hai
is suhāne bachpan meñ
ḳhvāb jitne dekhe the
yaad aane lagte haiñ
nanhe munne bachchon ko
dekh kar kabhi aksar
muskurane lagta hun
jaise koi apna sa
muddaton mein mil jae
aur phir na jaane kyon
aankh KHun roti hai
is suhane bachpan mein
KHwab jitne dekhe the
yaad aane lagte hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.