bahaar
pattī pattī jhuum rahī thī
mast havā thī
mahak rahā thā phūloñ kī ḳhushbū se saarā baaġh
bāġh-bahār ko dekh ke bhauñrā
mast huā lalchāyā
us par kar de jaan nichhāvar
us ke man meñ aayā
shauq se be-ḳhud ho kar vo ik phuul kī jānib lapkā
itne meñ maalī ne baḌh kar toḌ liyā vo phuul
jī bhañvre kā TuuT gayā
aur ho ga.ī ḳhatm bahār
patti patti jhum rahi thi
mast hawa thi
mahak raha tha phulon ki KHushbu se sara bagh
bagh-bahaar ko dekh ke bhaunra
mast hua lalchaya
us par kar de jaan nichhawar
us ke man mein aaya
shauq se be-KHud ho kar wo ek phul ki jaanib lapka
itne mein mali ne baDh kar toD liya wo phul
ji bhanwre ka TuT gaya
aur ho gai KHatm bahaar
- Naam-o-Nang
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.