baqa-e-dawam ka musafir
Interesting Fact
(Dedicated to W.A Khan)
har sadā jāñ-ba-lab
har navā jāñ-ba-lab
har nidā jāñ-ba-lab
dilbarī karb-zā
āshiqī karb0zā
āgahī karb-zā
ḳhāk-dāñ ne sunā
arshiyāñ ne sunā
har zamāñ ne sunā
ye abad kā gilā
ye abad kā gilā
ye abad kā gilā
mujh ko vus.at mile
mujh ko vus.at mile
mujh ko vus.at mile
har sada jaan-ba-lab
har nawa jaan-ba-lab
har nida jaan-ba-lab
dilbari karb-za
aashiqi karb0za
aagahi karb-za
KHak-dan ne suna
arshiyan ne suna
har zaman ne suna
ye abad ka gila
ye abad ka gila
ye abad ka gila
mujh ko wusat mile
mujh ko wusat mile
mujh ko wusat mile
- Book : Pakistani Adab (Pg. 189)
- Author : Dr. Rashid Amjad
- Publication : Pakistan Academy of Letters, Islambad, Pakistan (2009)
- Edition : 2009
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.