bayan
maiñ ne
kabhī nahīñ naapā
baat kī bulandī ko
dānish ne
mujhe jihālat se rū-shanās karā diyā
kisī bhī muqāble meñ
merā naam nahīñ hotā
maiñ ek vasvase kī tarah
zindagī ke ās-pās rahtā huuñ
mujh se bayān hī nahīñ hotī
ek dil kī dāstān
maiñ ne
mohabbat se siikh liyā hai
nākām kaise hote haiñ
main ne
kabhi nahin napa
baat ki bulandi ko
danish ne
mujhe jihaalat se ru-shanas kara diya
kisi bhi muqable mein
mera nam nahin hota
main ek waswase ki tarah
zindagi ke aas-pas rahta hun
mujh se bayan hi nahin hoti
ek dil ki dastan
main ne
mohabbat se sikh liya hai
nakaam kaise hote hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.