be-ghari
jaate kyuuñ nahīñ ho
ye ghar merā nahīñ hai
jo tum andar aanā chāhte ho
maiñ ghar meñ rah kar bhī be-ghar huuñ
aur tum ko yaqīñ nahīñ aatā
baar baar manā karne ke bāvajūd
nahīñ jaanā chāhte ho
aur mujhe is be-gharī meñ
be-ghar kar denā chāhte ho
jate kyun nahin ho
ye ghar mera nahin hai
jo tum andar aana chahte ho
main ghar mein rah kar bhi be-ghar hun
aur tum ko yaqin nahin aata
bar bar mana karne ke bawajud
nahin jaana chahte ho
aur mujhe is be-ghari mein
be-ghar kar dena chahte ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.