har ghaḌī vahshateñ
dil mirā bad-gumāñ
be-hisī dard kī
fasl-e-ġham kyā likhūñ
rūnumā hādisa
aañkh se ruuh tak
dard kī jast hai
ye badan ruuTh kar
aag meñ Daal kar
āḳhirī had talak
aan pahuñchī huuñ maiñ
ye kahānī hai aur
is kahānī meñ hai
har duā muntashir
har ghaDi wahshaten
dil mera bad-guman
be-hisi dard ki
fasl-e-gham kya likhun
runuma hadisa
aankh se ruh tak
dard ki jast hai
ye badan ruTh kar
aag mein Dal kar
aaKHiri had talak
aan pahunchi hun main
ye kahani hai aur
is kahani mein hai
har dua muntashir
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.