be-rang shajar
zindagī kī shāḳh se
zard pattoñ kī sūrat
ek ek karke
rang-birangī ārzūeñ
TuuT kar
girtī jā rahī haiñ
ḳhaak hotī jā rahī haiñ
shajar vajūd kā
be-barg hotā jā rahā hai
mahrūmiyoñ ke hāthoñ
ujaḌtā jā rahā hai
zindagi ki shaKH se
zard patton ki surat
ek ek karke
rang-birangi aarzuen
TuT kar
girti ja rahi hain
KHak hoti ja rahi hain
shajar wajud ka
be-barg hota ja raha hai
mahrumiyon ke hathon
ujaDta ja raha hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.