be-zari ki aaKHiri saat
jab pahāḌ Dhe jā.eñge
apne hī bojh se
samundar Duub jā.eñge
apnī hī gahrā.ī meñ
sūraj jal jā.eñge
apnī hī aag meñ
to ek aadmī
dekh rahā hogā ye manzar
be-zārī ke saath
jab pahaD Dhe jaenge
apne hi bojh se
samundar Dub jaenge
apni hi gahrai mein
suraj jal jaenge
apni hi aag mein
to ek aadmi
dekh raha hoga ye manzar
be-zari ke sath
- Book : andhi ka rajz (Pg. 31)
- Author : ahmad jaaved
- Publication : B-155,Block -5,gulshan iqbaal,karachi (2012)
- Edition : 2012
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.