taskin
ik muhaqqiq ne insān ko būzna jab kahā
maiñ vahīñ sajda-e-shukr meñ gir gayā
apnī kotāhiyoñ, ḳhāmiyoñ ke liye
āfrīnash se ab tak jo sharminda thā
aaj vo bojh, baare zarā kam huā
ek muhaqqiq ne insan ko buzna jab kaha
main wahin sajda-e-shukr mein gir gaya
apni kotahiyon, KHamiyon ke liye
aafrinash se ab tak jo sharminda tha
aaj wo bojh, bare zara kam hua
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.