bhagalpur-3
shākāhārī
gosht machhlī anDe nahīñ khāte
ki bhrashT na ho jaa.e dharm
magar khetoñ meñ hamārī lāsheñ dabā kar
sabziyāñ ugāte haiñ
hamāre hī lahū kī namī se karte haiñ paTvan
shākāhārī māñsāhārī jo nahīñ hote
shakahaari
gosht machhli anDe nahin khate
ki bhrashT na ho jae dharm
magar kheton mein hamari lashen daba kar
sabziyan ugate hain
hamare hi lahu ki nami se karte hain paTwan
shakahaari mansahaari jo nahin hote
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.