bhaari basta
chhuTTī kī ghanTī bajte hī
chappal merī nekar kī jeboñ meñ hotī thī
basta kañdhe par pheñke
taḳhtī lahrātā bhaag nikaltā thā
phir ye ghoḌe-shoḌe mere aage bachche hote the
par mere bachche
ilm kī DugDugī
jāhil ke haath aa jaa.e
to baste bhārtī ho jaate haiñ
itne bhārī ho jaate haiñ
chhuTTī kī ghanTī se ghuTne baj uThte haiñ
phir sar baḌh jaate haiñ
qad chhoTe rah jaate haiñ
aur insān kā bachcha ghoḌoñ se Darne lagtā hai
chhuTTi ki ghanTi bajte hi
chappal meri nekar ki jebon mein hoti thi
basta kandhe par phenke
taKHti lahraata bhag nikalta tha
phir ye ghoDe-shoDe mere aage bachche hote the
par mere bachche
ilm ki DugDugi
jahil ke hath aa jae
to baste bhaarti ho jate hain
itne bhaari ho jate hain
chhuTTi ki ghanTi se ghuTne baj uThte hain
phir sar baDh jate hain
qad chhoTe rah jate hain
aur insan ka bachcha ghoDon se Darne lagta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.