bhaari peDon-tale
kashtī andar
ghuur samundar
lahr lahr lahrā.e
poroñ andar
niilā ambar
ghumar ghumar chakrā.e
jis ko dekhūñ
Dūbtā jaa.e
lauT ke phir nahīñ aa.e
gum ho jaa.e
koī nahīñ paa.e
kashti andar
ghur samundar
lahr lahr lahrae
poron andar
nila ambar
ghumar ghumar chakrae
jis ko dekhun
Dubta jae
lauT ke phir nahin aae
gum ho jae
koi nahin pae
- Book : Quarterly TASTEER Lahore (Pg. 76)
- Author : Naseer Ahmed Nasir
- Publication : Room No.-1,1st Floor, Awan Plaza, Shadman Market, Lahore (Issue No. 4, Jan To Mar.1998)
- Edition : Issue No. 4, Jan To Mar.1998
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.