Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bich ki diwar

Shahid Ahmad Shoaib

bich ki diwar

Shahid Ahmad Shoaib

MORE BYShahid Ahmad Shoaib

    biich dīvār TuuTī

    mere kamre ne zarā ārām se

    phailā.e apne paañv

    is se lekin

    mujh ko āḳhir kyā milā

    dekhnā mujh ko paḌā hai

    phir vahī ma.amūl

    roz-o-shab pahlā silsila

    dekhnā mujh ko paḌā hai

    saiñkaḌoñ girhoñ se uljhe nāḳhunoñ ko

    jāgtī phirtī āñkheñ

    ḳhāmushī gardanoñ par

    jaltī zanjīroñ bojh

    jaise āvāzoñ ne

    kar ho āchānak ḳhud-kushī

    biich dīvār

    aao

    phir uThā deñ

    apne kamre se kahīñ

    phir sameTe paañv vo

    bich ki diwar TuTi

    mere kamre ne zara aaram se

    phailae apne panw

    is se lekin

    mujh ko aaKHir kya mila

    dekhna mujh ko paDa hai

    phir wahi mamul

    roz-o-shab ka pahla silsila

    dekhna mujh ko paDa hai

    sainkaDon girhon se uljhe naKHunon ko

    jagti phirti si aankhen

    KHamushi ki gardanon par

    jalti zanjiron ka bojh

    jaise aawazon ne

    kar li ho aachanak KHud-kushi

    bich ki diwar

    aao

    phir uTha den

    apne kamre se kahin

    phir sameTe panw wo

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now