billu jaani
billī kā nanhā sā bachā
khātā hai vo qiima kachchā
piitā hai vo ThanDā paanī
naam hai us kā billū jaanī
rang hai us kā kaalā kaalā
khel khilaunoñ kā matvālā
geñd se khele shor machā.e
nannhī ke vo dil ko bhaa.e
nannhī pūchhe khelne aa.uuñ
tab vo bole myā.un myā.un
billū jaanī dost nirālā
maañ hai us kī sher kī ḳhāla
billi ka nanha sa bacha
khata hai wo qima kachcha
pita hai wo ThanDa pani
nam hai us ka billu jaani
rang hai us ka kala kala
khel khilaunon ka matwala
gend se khele shor machae
nannhi ke wo dil ko bhae
nannhi puchhe khelne aaun
tab wo bole myaun myaun
billu jaani dost nirala
man hai us ki sher ki KHala
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.