chand-raat
raat kī havelī se
chāñd jab nikaltā hai
aañkh ke darīche se
aarzū mahaktī hai
raushnī mohabbat kī
chār-sū bikhartī hai
jism ke jazīre par
rat-jagā utartā hai
reza reza kartā hai
raat ki haweli se
chand jab nikalta hai
aankh ke dariche se
aarzu mahakti hai
raushni mohabbat ki
chaar-su bikharti hai
jism ke jazire par
rat-jaga utarta hai
reza reza karta hai
- Book : Quarterly TASTEER Lahore (Pg. 367)
- Author : Naseer Ahmed Nasir
- Publication : H.No.-21, Street No. 2, Phase II, Bahriya Town, Rawalpindi (Volume:15, Issue No. 1, 2, Jan To June.2011)
- Edition : Volume:15, Issue No. 1, 2, Jan To June.2011
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.