chaar yar
Interesting Fact
Surur Sahib wrote 'Chaar Yaar' for his Grand son Arfi and Grand-daughter Rakhshanda, Tabinda, and Zarin in Aligarh.
number ek baḌā hī nek
khaa.e cake piye milkshake
number do kahe ko ro
mañgāo ko ko
pilāo sab ko
mujhe bhī do mujhe bhī do
number tiin baḌī miskīn
pahne markīn
bajā.e biin jaa.e chiin
number chaar baḌī hoshiyār
abhī phulvār
abhī talvār
hamārī yaar
hamārī yaar
number ek baDa hi nek
khae cake piye milkshake
number do kahe ko ro
mangao ko ko
pilao sab ko
mujhe bhi do mujhe bhi do
number tin baDi miskin
pahne markin
bajae bin jae chin
number chaar baDi hoshiyar
abhi phulwar
abhi talwar
hamari yar
hamari yar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.