Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chakma

MORE BYAbdul Ahad Saaz

    ḳhvāb meñ kal shab

    merā buḌhāpā

    mujh ko DhūñD rahā thā

    is se pahle ki vo mujh ko aa letā

    maiñ us ko chakma de kar

    bachī-khuchī javānī dhokā de kar

    apnī qabr meñ leTā

    KHwab mein kal shab

    mera buDhapa

    mujh ko DhunD raha tha

    is se pahle ki wo mujh ko aa leta

    main us ko chakma de kar

    bachi-khuchi jawani ka dhoka de kar

    apni qabr mein ja leTa

    Source :
    • Book : sargoshiyan zamanon ki (Pg. 84)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now