Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chhai rangin darwaze

Muneer Niyazi

chhai rangin darwaze

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    chhai rañgoñ ke phuul khile haiñ

    mere ghar ke aage

    kisī na.e sukh ke darvāze

    ḳhvāb se jaise jaage

    un ke pīchhe rañg bahut haiñ

    aur bahut andāze

    un ke pīchhe shahr bahut haiñ

    aur bahut darvāze

    chhai rangon ke phul khile hain

    mere ghar ke aage

    kisi nae sukh ke darwaze

    KHwab se jaise jage

    un ke pichhe rang bahut hain

    aur bahut andaze

    un ke pichhe shahr bahut hain

    aur bahut darwaze

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    che rangin darwaze - muneer niyazi Nomaan Shauque

    Source :
    • Book : chhe rangi darwaze (Pg. 20)
    • Author : muniir niyazi
    • Publication : mavara publication

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now