chingariyon ka raqs
bujhānā bhuul jaatī huuñ
maiñ yādoñ ke charāġhoñ ko
maiñ khiḌkī khol detī huuñ
khubī jab apne ḳhvāboñ kī
havā.eñ sarsarātī haiñ
to lau bhī thartharātī hai charāġhoñ kī
mire kamre meñ jo chiñgāriyāñ sī raqs kartīñ haiñ
mirī sochoñ kī tasvīroñ ko paiham aks kartīñ haiñ
bujhana bhul jati hun
main yaadon ke charaghon ko
main khiDki khol deti hun
khubi jab apne KHwabon ki
hawaen sarsaraati hain
to lau bhi thartharaati hai charaghon ki
mere kamre mein jo chingariyan si raqs kartin hain
meri sochon ki taswiron ko paiham aks kartin hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.