chita mein baiThi KHwahish
ki jalte badan kī sarā.e se
kuchh fāsle par
agar aañkh meñ ek aañsū liye
tum ye socho
ki dasht-e-tamannā meñ jaltā huā ye paḌāv
tumhārī thakan kā paḌāv hai shāyad
to hone kī honī se pūchhūñ
batā ab tirī ḳhaak ke nam meñ zar-ḳheziyāñ kis qadar haiñ
ki jalte badan ki sarae se
kuchh fasle par
agar aankh mein ek aansu liye
tum ye socho
ki dasht-e-tamanna mein jalta hua ye paDaw
tumhaari thakan ka paDaw hai shayad
to hone ki honi se puchhun
bata ab teri KHak ke nam mein zar-KHeziyan kis qadar hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.