dam ka KHauf bhi parwaz baDha deta hai
maiñ
agar jaañ kī amaañ pā.ūñ
to kuchh arz karūñ
be-sabab aap jo rahte haiñ pareshān se kuchh
jeb meñ rakhte haiñ
ta.azīr ke sāmān se kuchh
habs meñ taaza havāoñ ko chunā karte haiñ
fāḳhtāoñ ke liye
jaal bunā karte haiñ
maiñ to hairān huuñ
kyā aap ko andāza nahīñ
ḳhush-numū
habs-e-zamīñ se bhī numū letā hai
daam kā ḳhauf bhī
parvāz baḌhā detā hai
main
agar jaan ki aman paun
to kuchh arz karun
be-sabab aap jo rahte hain pareshan se kuchh
jeb mein rakhte hain
tazir ke saman se kuchh
habs mein taza hawaon ko chuna karte hain
faKHtaon ke liye
jal buna karte hain
main to hairan hun
kya aap ko andaza nahin
KHush-numu
habs-e-zamin se bhi numu leta hai
dam ka KHauf bhi
parwaz baDha deta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.