Darae gae shahron ke baatin
in dinoñ ye hālat hai merī ḳhvāb-e-hastī meñ
phir rahā huuñ maiñ jaise ik ḳharāb bastī meñ
ḳhauf se mafar jaise shahr kī zarūrat hai
aish kī farāvānī us kī ek sūrat hai
in dinoñ meñ mai-noshī fe.al-e-sūd lagtā hai
auratoñ kī sohbat meñ dil bahut bahaltā hai
in dinon ye haalat hai meri KHwab-e-hasti mein
phir raha hun main jaise ek KHarab basti mein
KHauf se mafar jaise shahr ki zarurat hai
aish ki farawani us ki ek surat hai
in dinon mein mai-noshi feal-e-sud lagta hai
auraton ki sohbat mein dil bahut bahalta hai
- Book : chhe rangi darwaze (Pg. 75)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.