Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

daraKHt apne phal se pahchana jata hai

Javed Nadeem

daraKHt apne phal se pahchana jata hai

Javed Nadeem

MORE BYJaved Nadeem

    daraḳht apne phal se pahchānā jaatā hai

    aur phal apne daraḳht se

    nekī badī ek me.aar haiñ tumhārī shanāḳht

    ki vo tum se haiñ

    aur tum un se

    ā.īna to vo dikhā.egā

    jo us ke muqābil hogā

    daraKHt apne phal se pahchana jata hai

    aur phal apne daraKHt se

    neki badi ek mear hain tumhaari shanaKHt ka

    ki wo tum se hain

    aur tum un se

    aaina to wo hi dikhaega

    jo us ke muqabil hoga

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now