dard sanso ke sath chalta hai
tum ko sachchī ye baat samjhātī
dard kuchh kam tumhārā kar paatī
is jahāñ meñ sabhī pareshāñ haiñ
sab ke jīvan meñ ġham ke tūfāñ haiñ
log duniyā meñ kaise jiite hai
ġham nigalte haiñ ashk piite haiñ
dard sāñso ke saath chaltā hai
ġham kā mausam kahāñ badaltā hai
ġham zarūrī hai dil ko samjhāo
thoḌe mazbūt dil ke ho jaao
tum ko sachchi ye baat samjhati
dard kuchh kam tumhaara kar pati
is jahan mein sabhi pareshan hain
sab ke jiwan mein gham ke tufan hain
log duniya mein kaise jite hai
gham nigalte hain ashk pite hain
dard sanso ke sath chalta hai
gham ka mausam kahan badalta hai
gham zaruri hai dil ko samjhao
thoDe mazbut dil ke ho jao
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.