dhun
jab se kholī hai aañkh duniyā meñ
ek hī dhun savār rahtī hai
jism kā khaul jo milā hai mujhe
saañs le le ke toḌ duuñ us ko
aur dhartī kī god meñ chup-chāp
aa ke so jā.ūñ
maiñ amar ho jā.ūñ
jab se kholi hai aankh duniya mein
ek hi dhun sawar rahti hai
jism ka khaul jo mila hai mujhe
sans le le ke toD dun us ko
aur dharti ki god mein chup-chap
aa ke so jaun
main amar ho jaun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.