Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dhund ki kaenat

Krishna Mohan

dhund ki kaenat

Krishna Mohan

MORE BYKrishna Mohan

    jism patta hai phailī rageñ ḳhvāhisheñ

    ranjisheñ kāhisheñ

    maut ik bhuut hai

    zindagī megh-dūt

    vo bhī hai ik dhuāñ

    ye bhī hai ik dhuāñ ik havā

    is dhueñ meñ ye patta uḌe jā-ba-jā

    is dhueñ meñ ye pahuñche na jaane kahāñ

    jism patta hai phaili ragen KHwahishen

    ranjishen kahishen

    maut ek bhut hai

    zindagi megh-dut

    wo bhi hai ek dhuan

    ye bhi hai ek dhuan ek hawa

    is dhuen mein ye patta uDe ja-ba-ja

    is dhuen mein ye pahunche na jaane kahan

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now