dhundli yaaden
maiñ tanhā apne kamre meñ
maazī kī tasvīroñ ko
ulaT-palaT kar dekh rahā thā
itne meñ in tasvīroñ meñ
ik aisī tasvīr milī
dekh ke jis ko na jaane kyoñ
aañkh se aañsū chhalak paḌe
main tanha apne kamre mein
mazi ki taswiron ko
ulaT-palaT kar dekh raha tha
itne mein in taswiron mein
ek aisi taswir mili
dekh ke jis ko na jaane kyon
aankh se aansu chhalak paDe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.