DhunDti hun tujhe main
duur kisī kone meñ maiñ baiTh jā.ūñ chuppī liye
na log hoñ na shor ho hoñ bas agar to jazbāt hoñ
hai nahīñ tasvīr un kī na koī yādeñ bachī
hai agar jo paas mere bas terī va.adeñ bachī
DhūñDhtī huuñ ab tujhe maiñ dil kī gahrā.iyoñ meñ huuñ
lāpata sā ho gayā tū maiñ kho ga.ī tanhā.iyoñ meñ
thī kabhī maiñ thaah samundar ban ga.ī ab banjar zamīn huuñ
dur kisi kone mein main baiTh jaun chuppi liye
na log hon na shor ho hon bas agar to jazbaat hon
hai nahin taswir un ki na koi yaaden bachi
hai agar jo pas mere bas teri waden bachi
DhunDhti hun ab tujhe main dil ki gahraiyon mein hun
lapata sa ho gaya tu main kho gai tanhaiyon mein
thi kabhi main thah samundar ban gai ab banjar zamin hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.