dhup dariya
mujhe qata.ī ilm na thā
ki hamārā aglā safar
dhuup dariyā kā safar hai
mujhe thoḌī sī mohlat do
taaki maiñ bhī
tum logoñ kī tarah
apnā badan
apne kamre meñ rakh aa.uuñ
mujhe qatai ilm na tha
ki hamara agla safar
dhup dariya ka safar hai
mujhe thoDi si mohlat do
taki main bhi
tum logon ki tarah
apna badan
apne kamre mein rakh aaun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.