dhuup lage ākāsh pe jab
din meñ chāñd nazar aayā thā
Daak se aayā mohr lagā
ek purānā sā terā chiTThī kā lifāfa yaad aayā
chiTThī gum hue to arsa biit chukā
mohr lagā bas maTiyālā sā
us kā lifāfa rakkhā hai!
dhup lage aakash pe jab
din mein chand nazar aaya tha
Dak se aaya mohr laga
ek purana sa tera chiTThi ka lifafa yaad aaya
chiTThi gum hue to arsa bit chuka
mohr laga bas maTiyala sa
us ka lifafa rakkha hai!
- Book : Quarterly TASTEER Lahore (Pg. 358)
- Author : Naseer Ahmed Nasir
- Publication : H.No.-21, Street No. 2, Phase II, Bahriya Town, Rawalpindi (Volume:15, Issue No. 1, 2, Jan To June.2011)
- Edition : Volume:15, Issue No. 1, 2, Jan To June.2011
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.