dil ke mausam
ab ke ḳhushbū
shāḳhoñ par maslūb huī
us kā chehra
ek darīcha
na.e jahānoñ
meñ khultā thā
us ne ḳhvāb sajā.e
mere sahrā meñ dīvār ugī
kitnī bahāreñ
mere dil meñ
reza reza
ab ke ḳhushbū
shāḳhoñ par maslūb huī
ab ke KHushbu
shaKHon par maslub hui
us ka chehra
ek daricha
nae jahanon
mein khulta tha
us ne KHwab sajae
mere sahra mein diwar ugi
kitni bahaaren
mere dil mein
reza reza
ab ke KHushbu
shaKHon par maslub hui
- Book : Funoon (Monthly) (Pg. 490)
- Author : Ahmad Nadeem Qasmi
- Publication : 4 Maklood Road, Lahore (Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986)
- Edition : Issue No. 25Edition Nov. Dec. 1986
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.