dil se
dil se
hazār ḳhayāl nikalte
jab se
tumheñ dekhā hai
tum se pahle
zindagī meñ koī
chamak nahīñ thī
ab haath bhī
duā ko uThte haiñ
ab namāz bhī maiñ paḌhtā huuñ
tum se pahle
maiñ aisā nahīñ thā
tum ko dekhā to
dast-e-savāl huā maiñ
dil se
hazar KHayal nikalte
jab se
tumhein dekha hai
tum se pahle
zindagi mein koi
chamak nahin thi
ab hath bhi
dua ko uThte hain
ab namaz bhi main paDhta hun
tum se pahle
main aisa nahin tha
tum ko dekha to
dast-e-sawal hua main
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.