do-dhaari talwar
ḳhvāhish kī taskīñ kī ḳhātir
apne lā-yānī jazboñ ko
lauh-e-dil par aañk rahe haiñ
desh bidesh kī ḳhaak chhān ke
girte paḌte phāñk rahe haiñ
apnī diid se ġhāfil rah kar
nā-dīda ko jhāñk rahe haiñ
KHwahish ki taskin ki KHatir
apne la-yani jazbon ko
lauh-e-dil par aank rahe hain
desh bidesh ki KHak chhan ke
girte paDte phank rahe hain
apni did se ghafil rah kar
na-dida ko jhank rahe hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.