donon KHush the
us ne
anaaj kī borī kā chhed
jahāñ se daana daana gir rahā thā aur safar
us ke nazdīk baaqī thā
jism ke tamām kapḌe
chhed ko band karne ke liye Thūñs diye
maiñ ne dekhā ḳhush thā
ḳhush vo bhī thā
jis kī jholī se gire anaaj par parinde
raqs kar rahe the
us ne
anaj ki bori ka chhed
jahan se dana dana gir raha tha aur safar
us ke nazdik baqi tha
jism ke tamam kapDe
chhed ko band karne ke liye Thuns diye
main ne dekha KHush tha
KHush wo bhi tha
jis ki jholi se gire anaj par parinde
raqs kar rahe the
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.