Dor
kabhī kabhī
ulajh jaatī haiñ
Dor
na koī sirā
na koī chhor
eksār Dhalne lagtā hai
rañg badalne lagtā hai
girheñ khultī jaatī haiñ
resha jalne lagtā hai
khīñcho to aur ulajhtī lagtī hai
na hī TuuTe se sulajhtī lagtī hai
kuchh isī tarah
ulajh ga.ī haiñ
hamārī
sāñsoñ kī Dor bhī
kabhi kabhi
ulajh jati hain
Dor
na koi sira
na koi chhor
eksar Dhalne lagta hai
rang badalne lagta hai
girhen khulti jati hain
resha jalne lagta hai
khincho to aur ulajhti lagti hai
na hi TuTe se sulajhti lagti hai
kuchh isi tarah
ulajh gai hain
hamari
sanson ki Dor bhi
- Book : Word File Mail By Salim Saleem
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.