dua
mirā jism tahlīl-e-ġham ho chuke jab
to ban jaa.e ḳhūñ-gashta-e-faryād yārab
vo añgḌā.ī le phir taḌap kar qafas meñ
sahar ban ke ho jaa.e shaq har tah-e-shab
garebān-e-mashriq kī rūdād le kar
pahuñch jaa.e tā-bām-e-sarkār-e-yasrib
mera jism tahlil-e-gham ho chuke jab
to ban jae KHun-gashta-e-faryaad yarab
wo angDai le phir taDap kar qafas mein
sahar ban ke ho jae shaq har tah-e-shab
gareban-e-mashriq ki rudad le kar
pahunch jae ta-baam-e-sarkar-e-yasrib
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.