dukh
dukh
bichhaḌne kā nahīñ hotā
balki
in rishtoñ ke TūTne kā hotā hai
jo
barsoñ kī rifāqat ke ba.ad
ik pal meñ TuuT jaate haiñ
aur
ham tahī-dāmāñ rah jaate haiñ
dukh
bichhaDne ka nahin hota
balki
in rishton ke TuTne ka hota hai
jo
barson ki rifaqat ke baad
ek pal mein TuT jate hain
aur
hum tahi-daman rah jate hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.