dur ki aawaz
nuqra.ī ghanTiyāñ sī bajtī haiñ
dhīmī āvāz mere kānoñ meñ
duur se aa rahī ho tum shāyad
bhūle-bisre hue zamānoñ meñ
apnī merī shikāyateñ-shikve
yaad kar kar ke hañs rahī ho kahīñ
nuqrai ghanTiyan si bajti hain
dhimi aawaz mere kanon mein
dur se aa rahi ho tum shayad
bhule-bisre hue zamanon mein
apni meri shikayaten-shikwe
yaad kar kar ke hans rahi ho kahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.