duri
ai bahār tujh ko is kī kyā ḳhabar
ai nigār tujh ko kyā patā
dil ke fāsle kabhī na miT sake
intihā-e-qurb se bhī kyā
sab kī apnī apnī shaḳhsiyat alag
sab kā apnā apnā zāviya
vo bhī phuul the jo haar ban ga.e
vo bhī phuul thā jo jal gayā
ai bahaar tujh ko is ki kya KHabar
ai nigar tujh ko kya pata
dil ke fasle kabhi na miT sake
intiha-e-qurb se bhi kya
sab ki apni apni shaKHsiyat alag
sab ka apna apna zawiya
wo bhi phul the jo haar ban gae
wo bhi phul tha jo jal gaya
- Book : Kulliyat-e-Mustafa Zaidi(Mouj meri sadaf sadaf) (Pg. 63)
- Author : Mustafa Zaidi
- Publication : Alhamd Publications (2011)
- Edition : 2011
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.