ek daraKHt ek tariKH
jaise jhuk kar us ne sargoshī meñ mujh se ye kahā
vo dayār-e-ġharb ho ki gulsitān-e-sharq ho
zulm ke mausam meñ bū-e-gul se khilte haiñ gulāb
justujū kī manziloñ meñ ḳhvāb kī mish.al liye
Dāliyoñ par aa ke girte haiñ thake-māñde parind
āshiyāñ-bandī meñ rañg o nasl kī tam.īz kyā
tafrīq kyā
jābir o majbūr kī duniyā alag uqbā alag
jaise jhuk kar us ne sargoshi mein mujh se ye kaha
wo dayar-e-gharb ho ki gulsitan-e-sharq ho
zulm ke mausam mein bu-e-gul se khilte hain gulab
justuju ki manzilon mein KHwab ki mishal liye
Daliyon par aa ke girte hain thake-mande parind
aashiyan-bandi mein rang o nasl ki tamiz kya
tafriq kya
jabir o majbur ki duniya alag uqba alag
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.