ek lori sirf apne liye
āsmān niilā hai
dhartī to bhartī hai
raajā beTe
jitnā jī chāhe ab so jā
ḳhvāboñ kī duniyā meñ
shahzādī pariyāñ haiñ
un kī panāhoñ meñ
un kī hī bāñhoñ meñ
siyāne beTe
jitnā jī chāhe ab so jā
aasman nila hai
dharti to bharti hai
raja beTe
jitna ji chahe ab so ja
KHwabon ki duniya mein
shahzadi pariyan hain
un ki panahon mein
un ki hi banhon mein
siyane beTe
jitna ji chahe ab so ja
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.