Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek nazm

Ghayas Mateen

ek nazm

Ghayas Mateen

MORE BYGhayas Mateen

    āsmāñ rāhatoñ javāñ sej thā

    raushnī pūchhtī hai ki maiñ

    kaise andhā huā

    maiñ to andhā Thahrā magar

    vo jo biinā haiñ kyoñ

    saat rangoñ ko bhī

    ek jānte haiñ

    raushnī kal jahāñ dhuup thī

    aaj saaya banī

    kis ke pairoñ se chal kar

    yahāñ tak chale aa.e tum

    raat ke saath mujh ko nigalne ḳhvāhish

    kitnī mahñgī paḌī hai

    koī sūraj tumhāre badan meñ bhī palne lagā hai

    ye zamīñ

    ek kāñToñ-bharā taaj kyoñ ban ga.ī hai

    aasman rahaton ki jawan sej tha

    raushni puchhti hai ki main

    kaise andha hua

    main to andha hi Thahra magar

    wo jo bina hain kyon

    sat rangon ko bhi

    ek hi jaante hain

    raushni kal jahan dhup thi

    aaj saya bani

    kis ke pairon se chal kar

    yahan tak chale aae tum

    raat ke sath mujh ko nigalne ki KHwahish

    kitni mahngi paDi hai

    koi suraj tumhaare badan mein bhi palne laga hai

    ye zamin

    ek kanTon-bhara taj kyon ban gai hai

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now