ek nazm murree ki wadi mein
maiñ jāntī huuñ ki tum nahīñ ho
magar ye guzrī huī rutoñ kī
ajiib mānūs sī rifāqat
Thahar sī jaatī huuñ chalte chalte
ki mujh ko chhūtī huī havā meñ
tumhārī āvāz gūñjtī hai
main jaanti hun ki tum nahin ho
magar ye guzri hui ruton ki
ajib manus si rifaqat
Thahar si jati hun chalte chalte
ki mujh ko chhuti hui hawa mein
tumhaari aawaz gunjti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.