ek nazm
tavīl barsoñ ke ba.ad dekhā
vo pyārā mushfiq hasīn chehra
ki jis ne mujh ko
vo raushnī dī
ki jis se maiñ ne
bahut se TuuTe diloñ ko joḌā
vo raushnī kā hasīn chehra
ubhartī shāmoñ ke saath ubhrā
mujhe nayā giit de gayā hai
nayā saverā
tawil barson ke baad dekha
wo pyara mushfiq hasin chehra
ki jis ne mujh ko
wo raushni di
ki jis se main ne
bahut se TuTe dilon ko joDa
wo raushni ka hasin chehra
ubharti shamon ke sath ubhra
mujhe naya git de gaya hai
naya sawera
- Book : siip (Magzin) (Pg. 178)
- Author : Nasiim Durraani
- Publication : Fikr-e-Nau (39 (Quarterly) )
- Edition : 39 (Quarterly)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.