nadī ke taT par
ek bench par
baiThī laḌkī soch rahī hai
agar ye sūraj na Dhaltā to
agar ye naddī na bahtī to
agar na hotī bench yahāñ par
kahāñ baiThtī jākar tab maiñ
aur agar maiñ yahāñ na hotī
to ye bhūrī āñkhoñ vaalā
chupke chupke kis ko taktā
to ye kis pe nazmeñ likhtā
nadi ke taT par
ek bench par
baiThi laDki soch rahi hai
agar ye suraj na Dhalta to
agar ye naddi na bahti to
agar na hoti bench yahan par
kahan baiThti jakar tab main
aur agar main yahan na hoti
to ye bhuri aankhon wala
chupke chupke kis ko takta
to ye kis pe nazmen likhta
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.