falsafa-e-hayat
zindagī kyā hai
pyaar hai mohabbat hai
husn hai haqīqat hai
ishq hai ibādat hai
ilm hai dānā.ī hai
qalandarī hai sikandarī hai
ne.amat hai aur rif.at hai
aa.ina hai sarāb hai
kul hī kī to baat hai
zindagī zindagī se mil rahī thī gale
aaj maut se ham-kanār hai
zindagī kyā hai
ek falsafa-e-hayāt hai
zindagi kya hai
pyar hai mohabbat hai
husn hai haqiqat hai
ishq hai ibaadat hai
ilm hai danai hai
qalandari hai sikandari hai
neamat hai aur rifat hai
aaina hai sarab hai
kul hi ki to baat hai
zindagi zindagi se mil rahi thi gale
aaj maut se ham-kanar hai
zindagi kya hai
ek falsafa-e-hayat hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.