fareb-e-nazar
mujhe hairat hai
kahte ho ki
hāthī ek hī paañv kā mālik hai
jise thāme hue baiThe ho
apne donoñ hāthoñ se
uThā kar pheñk de ġhusse ke 'ālam meñ to jānoge
ki vo paañv nahīñ ḳhurtūm hai us kā
mujhe hairat hai
kahte ho ki
hathi ek hi panw ka malik hai
jise thame hue baiThe ho
apne donon hathon se
uTha kar phenk de ghusse ke 'alam mein to jaanoge
ki wo panw nahin KHurtum hai us ka
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.