fasad
plague haiza-o-chechak-o-zalzale sailāb
harī-bharī sī fasl kal talak ujāḌte the
magar aaj kahīñ sho.aloñ
dhamākoñ kī shakl lete haiñ
kahīñ ye ḳhuun kī holī kā ruup bharte haiñ
harī-bharī sī fasl ab bhī ye ujāḌte haiñ
fasād ḳhuun meñ shāmil hai shāyad
fasd ye kholte rahte haiñ shāyad
plague haiza-o-chechak-o-zalzale sailab
hari-bhari si fasl kal talak ujaDte the
magar aaj kahin shoalon
dhamakon ki shakl lete hain
kahin ye KHun ki holi ka rup bharte hain
hari-bhari si fasl ab bhi ye ujaDte hain
fasad KHun mein shamil hai shayad
fasd ye kholte rahte hain shayad
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.