ghaalib sadi aur urdu
ik barahman ne kahā hai ki ye saal achchhā hai
ya.anī urdu-e-muallā kā ma.aal achchhā hai
baat kaḌvī sahī lekin hameñ kahne diije
dil ke ḳhush rakhne ko ġhālib ye ḳhayāl achchhā hai
jashn-e-ġhālib ne jo baḳhshī hai zarā sī raunaq
vo samajhte haiñ ki bīmār kā haal achchhā hai
ek barahman ne kaha hai ki ye sal achchha hai
yani urdu-e-mualla ka maal achchha hai
baat kaDwi sahi lekin hamein kahne dije
dil ke KHush rakhne ko ghaalib ye KHayal achchha hai
jashn-e-ghaalib ne jo baKHshi hai zara si raunaq
wo samajhte hain ki bimar ka haal achchha hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.